價格:免費
更新日期:2018-09-03
檔案大小:12M
目前版本:1.2
版本需求:Android 4.0 以上版本
官方網站:https://www.facebook.com/deenehaqapps1
Email:deenehaqapps@gmail.com
聯絡地址:隱私權政策
Aaj ke time me har koi kamyab banana chahta hai par kamyabi har kisi ko nahi milti hai. Zara sochiye agar har koi kamyab hota to Dictionary me “Success” ka namo nishan nahi hota. Ek insaan successful ese hi nahi ban jata hai, wo apni life me kuch ese badlaw karta hai jisse wo success ki taraf khicha chala jata hai. ¬Har insaan ka nazriye success ki trf alag alag hota hai. Koi insaan apne career ko successful samjhta hai to koi apne families ki responsibilities ko success samajhta hai. Har kisi ka apna apna nazriya hota hai. Kamyab banane ke liye koi fark nahi parta ki ap burhay hain ya jawaan, kaha rahte hai aur jeene ke liye kya karte hai.
Zindagi main kamyab hona k lia hum kya kuch ni krty, har wo tarika apnate hain jo log hamain btata hain. But ye tarika life main kamyab hona ka nahi situation ke pechy bhagna ha. Tou hum khud ko bhul kr dusro ko copy krne ki koshis na krain or apne ap ko pahchane or apne thore sa knowledge ko barhana ki koshis krain.
Agr ap zindagi main kamyab hona chahte hain tou is Application Badlo Soch Kamyab Bano ko dehan sa parhain or is mian batai gai tips or baton pa goor krain. Inn Shaa Allah Ek Din Kamyabi Ap ko zaroor mile gi.
Is Application Badlo Soch Kamyab Bano main ap ko bhot si asi batain batai jayin gi jo ap ki zindagi badal dayin gi so download krain or apni zindagi ki kamyabi ka safar ko shru krain.
Some Topics:
• Apni Zindagi Sa “Naa” Ko Nikal Dayin.
• Sochain Aham Hoti Hain.
• Han Ap Kr Sakty Hain.
• Ek Fatah Zindagi Ka Khaka.
• Zemadari Sa G Churana ka Ki Ek Misal.
• Zemadari Kya Ha?
• Apna Khawabo Ki Tabeer Ko Adhora Na Chorain.
• Jo Ap Dekhta Parhaty Ya Sochta Hain Wasa E Ban Jaty Hain.
• Ap Apna Zahan Ky Malik Hain.
• Takleef Or Rahat Ki Taqat.
• Shikwa Or Shakyatain Krna Chorain.
• Kamo Ko Multawi Krna Chorain.
• Dusro Pa Inhasar Krna Chorain.
• Gussa Ko Khatm Kejyia Is Sa Phly Gussa Ap Ko Khatam Kr Da.
• Jab Ye Ehsas Ubhray “K Main Acha Nahi Hu”.
• Jab Ap Job Less Hon.
• Jab Ap Apni Income Main Guzara Na Kr Sakain.
• Jab Ap Ki Wife Kisi Or Main Dischaspi Lana Lagy.
• Jab Husband Dusri Shadi Kr La.
• Jab Husband Ki Nokri Chali Jay.
• Jab AP Ki Age Barhna Lagy, Ya Ap Ki Health Girna Laga.
• Jab Wife Ki Death Ho Jay.
• Confidence Wapis layin.
• Sochain Badlain.
Features:
HD pages for reading.
Pinch To Zoom Option.
Share Option With Friends.
Beautiful Graphics.
Easy User Interface.
Is kay ilawa or b bhot kuch is Application main parhyia or apni zindagi ko kamyab banain. Ye Application Free ha or ap is ko offline b parh sakty hain.
Free downlaod now and make your life success.